Some topic names for this category are: faraz sms messages, funny faraz sms, faraz sms jokes, new faraz sms, faraz sms in urdu
‘Faraz’ tark-e-ta’alluq to khair kya hoga
yahi bahut hai ke kam kam mila karo us sey.
Faraz jaise koi diya turbat-e-hava chahe hay
tu pas aye to mumkin hai main rahun bhi nahin
har tamashai faqat sahil se manzar dekhta
kaun dariya ko ulatata kaun gauhar dekhta
wo to duniya ko meri divangi khush a gai
tere hathon main vagarna pahala patthar dekhta..
dost ban kar bhii nahiin saath nibhane wala
vahii andaaz hai zaalim kaa zamaaney vaalaa
ab ise log samajhate hain giraftaar meraa
saKht nadiim hai mujhe daam main laaney vaalaa..
suna hai log use ankh bhar ke dekhte hain
so us ke shahar main kuch din thahar ke dekhte hain
suna hai rabt hai us ko kharab halon se
so apane ap ko barbad karake dekhte hain…
Wafa ki aaj bhi qadar wohi hay
Faraz.
Faqat mitt chukey hein toot ky chahney waley..
tarap uthun bhi to zalim teri duhai na doon
main zakhm zakhm hun phir bhi tujhe dikhai na doon
tere badan main dharakne laga hun dil ki tarah
ye aur bat k ab bhi tujhe sunai na doon…
Khud ko Chuntaay Huwey Din Sara GuzaR JaaTa Ha “Faraz“!
Phir Hawa ShaaM Ki Chalti Ha Toy Bikhar Jaatey Hein…..
Iss Barish Ko Dekh Kar Woh Yaad Aa Rahain Hain “Faraz”,
Wo0h Pass Hotay Toy Un Saay Wiper Hey Phirwaa Letaay.
Itna kamzor kr daala teri judai ney Faraz,
Ab sallanti bhi khayen toy pait bhar jata hay..