Some topic names for this category are: faraz sms messages, funny faraz sms, faraz sms jokes, new faraz sms, faraz sms in urdu
Us ke qadam jahan pary, hum ne woh jaga choom li faraz…
Aur woh meri ammi ko keh gayi…
“Aunti twada munda mitti khanda aay..
Tumhari ik nigah se qatal hotay han log Faraz
ik nazr hum ko bhi dakh k ab zindgi achi nahi lagti
Faraz K baad ab nawaz shareef
shareef tari shirafat pa kis ko na hoga shak
halki halki bhook ma halka halka tuc…..
Zamanay ky sawalon ko main huns ka taal doon faraz,
Lakin nami ankhon ki kehti ha “mujhy tum yaad aaty ho…
Inn pholoon ka muqadar kabhi aik saa nahi hotaa Faraz
kabhi sahray ki sajawat bantay han to kabhi kabron ki ronak…
Har jurm mari zaat sa mansoob huwa ha faraz
kia maray siwa shahar ma masoom hain saray…
Jab bhi un ka khiyal aata ha
Lay k ranjh o maalal aata ha
Rah e Ulfat kathin hai itni k
Jis koo dekhoo nidhaal aata ha
un kay teivar badal jatey hain
Lab pe jab bhi sawal aata ha
Kirchi kirchi diloon ko kartey hain
un ko bass yeh kaamaal aata ha
Log Ujh e Falak ko Chootey hain
Hum pe he kiun zawaal aata hai
Ma na mangi thi ujalay ki faqat ik kiran Faraz,
tum sa ya kis na kaha tha k aag lagaa di jaay..
Ab Faraz apnay masehaa sa bhi ummid na rakh
Woh tang dil hay or terey zakhm main gharai bohat….
Jurny pe aaye tu tuta dil bhi jur jata hai“Faraz”
Aitbar woh sheesha hai jo kabhi toot ka nahi jurta….