kia lutf-e-eid hai jo agar tum se door hain
guzre-ga roz-e-eid tasavor main aap ky…
Is Eid Per Phir Sath Hain Mery
Pardes,Tanhaye Or Teri Bus Yaadain…
Eid ke chaand ki maanind hua ha ab to
haaye woh shakhs ke har roz mila karta tha…
Soo alfaaz kum hain aur tamanaien hazaaron,
mubarik hon meri jaanib se tumhe eid ki khushian…
mujhe mil gayaa bahaanaa terii deed ka
kasi Khushii le k aayaa chaand ‘Eid’ ka
mujhe mil gayaa bahaanaa terii deed ka
kasi Khushii le k aayaa chaand ‘Eid’ ka
Din DhuL Gaya Tu wo Aye MiLny Ke wasTey
Yaarab Hamari Eid Hue Bhi Tu Shaam Ko…..
Eid Ka Chand Hon,ik roz tu dekho ga mujhe,
teen din phele,peshawar main nazar aoon ga….
kyaa lutf-e-’Eid’ ha jo agar tum se dor hon
guzary gaa roz-e-’Eid’ tasavor mein aap ky…
kyaa lutf-e-’Eid’ ha jo agar tum se dor hon
guzary gaa roz-e-’Eid’ tasavor mein aap ky…