Main zindagi bhar chup rahoon ga tum badal kar dekh lo,
Meray sehar say ho sakay tu tum nikal kar dekh lo,,

Khud hi khusboo main kissi kay qaid hojaoo gay tum,
Dali main kantoon kay koi phool masal kar dekh lo,

Jo ho sakay tu dekh lena meri hidat ki jhalak,
Phehloon main jis kay chaho tum behal kar dekh lo,

Phir do qadam par chaltay chaltay larkaraoo kis liye,
Ho jis tarha tum ko tasali tum sambhal kar dekh lo..

Related posts:

  1. Wo Badal Gaye Achanak Meri Zindagi Badal Kr kabhi mujh ko sath lekar, kabhi mere sath chal kr...
  2. Tu dekh ya na dekh tary dekhny ka gham ni Tu dekh ya na dekh tary dekhny ka gham ni...
  3. Tab Dekh Baharein Holi Ki Jab phagun rang jhamkte hon Tab dekh baharein holi ki....
  4. Tujh Se Aagay Ka Safr Dekh Ka Dar Jata Hoon Wussat-e-dasht-e-hijr dekh ka dar jata hoon, Tujh se aagay ka...
  5. Eid Ke Chaand Ko Dekh Kr eid ke chaaNd ko dekh ker mere lab kap-kapaaye per...

Go at Home Page AllBestMessages