apnay honton pe sajana chahta hon
aa..!! tujhe main gungunana chahta hon
koi ansoo tere daman per girra kar
boond ko mouti banana chahta hon
barh gai is hadh tak bay-aitmadi
tujh ko tujh se chupana chahta hon
thak gya main karte karte yaad tujhe
ab tuhe main yaad aana chahta hon…
Leave a reply