Aj us ke yaad ny humy tarpaya boht
Aj na chahty huay b wo yaad aya boht
Us ky bad to jaisy weshatoon sy dosti ho gai
Phir kyun tanhayun ny aj daraya boht
Wo mari the mari hay mari rahy g
Yah sooch kar dil ko bahlaya boht
Shama ky jalny py afsoos kary kyun
Humny b manand-e-eshama khud ko jalaya boht
Hum nay jis kasi ko b humdard samja
Wo na jany kyun humary dard py muskraya boht

Related posts:

  1. Mat Poocho Ye Mujhse K Kab Yaad Aaty Ho Mat poocho ye mujhse k kab yaad aaty ho.. Jab...
  2. Ujray Ghar Ki Fizaon Ko Bohat Yaad Kia ujray ghar ki fizaon ko bohat yaad kia, tari halki...
  3. Us Ghari Kuch Iss Tarah Tum Yaad Aay Thy Ke Bas Chaak ham apna garebaan kr na paaye the ke bas...

Go at Home Page AllBestMessages