Ae baad-e-saba
us nagar main ja
usay itna bata
ek dost tera
kehta hy sada
mujhy apna bana
chahat ko jaga
ae jaan-e-ghazal
teri baat azal
tere hont kanwal
teri aankh ghazal
ae jaan-e-wafa
khud tu hi bata
kab tere siwa
mujhey chain mila ???

Related posts:

  1. Dil Me Kuch Nahi Aaj Dard Ka Siwa Dil me kuch nahi aaj dard ka Siwa Ankhon me...
  2. Usay Yaqeen Ha Ka Mein Jaan Dey Na Paon Ga Usay Yaqeen ha ka mein jaan dey na paon ga...
  3. Cute Love poetry wo jo khud pairvi-e-ahla-e-wafa karta tha, mujh sa milta tha...
  4. Khamosh Raaho Mien Tera Saath Chahiye khamosh raaho mien tera saath chahiye tanha hai mera hath,tera...
  5. Qayamat tak tujhe yaad karenge Qayamat tak tujhe yaad karenge Teri har baat pe aitbaar...

Go at Home Page AllBestMessages