Aaj batla dy mujhay saari haqeeqat jaaana
men teray dil men nahin hon to kahaan basta hon
tum agar saath nibhanay ka jo waada kerlo
main k haathon ki lakeeron ko badal sakta hon